दिल ने कहा है दिल से वो आयेगी फिर से तु सिर्फ इन्त्जार कर मैने कहा दिल से वो नही आयेगी फिर से तु अब न हद पार कर और एक न एक दिन भूल जाना है उसे क्यू न सुरुआत आज कर Written by Gautam Pankaj
Tum Kaho Tujhse Mai Wo Baat Kah Doo Jo Tum Mujhse Kabhi Kah Nhi Payi Ho Kahte Hai Sachchi Ho Agar Mohabbat To Ek Na Ek Din Jaroor Laut Kar Aati Hai Such Me Wapas Aa Gayi Ki Shadi Ka Card Dene Aayi Ho Written by Gautam Pankaj
Mujhe tumse kuch kahna hai Mai Tumse wo BAAT kah paunga kya Tumne Jo Diya hai itna dard mujheMai ye sah paunga kya Tumne mujhse rishta Tod Diya aur itna bhi nhi socha Tujhse bichad ke jinda Mai rah paunga kya Written by Gautam Pankaj
Pyar ishq mohabbat se Mai nafrat krta hu Pta nhi yarr Mai aisa kyu krta hu Log marte hai Apne babu Shona jadu tona per Per yarr Mai toh is jamee is watan per marta hu. Written by Gautam Pankaj