Na Jane Kyu Tujhe Khone Se Darta Hu Tum Hamesha Khush Raho Bas Yahi Dua Karta hu Tere Na Hone Se Jindagi Kitni Veeran Ho jayegi Ye Mai Teri Khamoshi Se Hi Ahsaas Karta Hu
Mujhe Adat Si Ho Gyi Hai Teri , Jaroor Nahi Hai Ki Mukammal Ho Mohabbat Meri , Maine Aaj Tak Kuch Nahi Manga Rab Se Shivay Tere , Aur Kismat To Dekho Ki Wo Bhi Nahi Hue Puri , Written By Gautam Pankaj
दिल ने कहा है दिल से वो आयेगी फिर से तु सिर्फ इन्त्जार कर मैने कहा दिल से वो नही आयेगी फिर से तु अब न हद पार कर और एक न एक दिन भूल जाना है उसे क्यू न सुरुआत आज कर Written by Gautam Pankaj
Tum Kaho Tujhse Mai Wo Baat Kah Doo Jo Tum Mujhse Kabhi Kah Nhi Payi Ho Kahte Hai Sachchi Ho Agar Mohabbat To Ek Na Ek Din Jaroor Laut Kar Aati Hai Such Me Wapas Aa Gayi Ki Shadi Ka Card Dene Aayi Ho Written by Gautam Pankaj